expr:class='"loading" + data:blog.mobileClass'>

Kamis, 19 Maret 2015

Lirik Aap Ki Nazron Ne Samjha- Sanam



Aap Ki Nazron Ne Samjha- Sanam

 

Aapki Nazron ne samjha
Pyar ke kabil mujhe
Dil ki aye dhadkan thehar ja
Mil gayi manzil mujhe
Aapki nazron ne samjha


Jee humein manzur hai, aapka ye faisla
Jee humein manzur hai, aapka ye faisla
Keh rahi hai har nazar banda parvar shukriya
Do jahaan ki aaj khushiya ho gayi hashil mujhe
Aapki nazron ne samjhaa...

Aapki manzil hoon main, meri manzil aap hain
Aapki manzil hoon main, meri manzil aap hain
Kyun main tufaan se daru, mere saahil aap hain
Koi tufaano se keh de, mil gaya sahil mujhe
Aapki nazron ne samjha, pyar ke kabil mujhe
Aapki nazron ne samjha..

Tidak ada komentar:

Posting Komentar